Internet Speed Kaise Badhaye 2021

Internet Speed Kaise Badhaye
Internet Speed Kaise Badhaye


Hello dosto kaise he Ashe hi hoge aap sab to dosto ye article me ham batane wale he ki Internet Speed Kaise Badhaye ager aapke sath bhi yese ho raha he to ye article jarur pade

Dosto ek samay me ham 2G internet use karte the lekin bohat slow speed hoti thi baad me 3G internet Aaya lekin kuch speed 3G internet me hame mili lekin

aaj ke samay me 4G internet he to 4G internet ki speed bohat best he or aaj bhi ham 4G internet speed ko hi best mante he or 4G internet hi use karte he

Dosto aaj kal ham mobile me internet bohat use karte he kiyu ke mobile hamari jindgi ka bohat bada his sha ban suka he

internet me ham kuch naa kuch dekhte hi rehte he YouTube pe video dekhte he yaa fir facebook use karte he or bhi hame internet pe bohat kaam hote he

Lekin yese me internet speed slow ho jaye tab dukh ki baat he ager aapke sath bhi yesaa ho raha he to sinta bilkul naa kare 

kiyu ki ye article me ham aapko bohat best settings batane wale he jise aap apne mobile me apply karte ho to aapke internet speed kabhi slow nahi hogi

to aap ye article puraa jarur read kare to saliye start karte he

Aapko kuch nhi karna he bas me jo aapko batane jaa raha hu ause dhiyan se pade

Internet Speed Kaise Badhaye

Apne mobile ke settings me jaaye fir Mobile Network me jaaye
Internet Speed Kaise Badhaye

Yad rahe aapko network mode me 4G Select rakhna he
Internet Speed Kaise Badhaye

Ab Access point name APN pe click kare
Internet Speed Kaise Badhaye
click karne ke baad New APN pe click kare
Internet Speed Kaise Badhaye

Ab aapko name me sim card name enter kare or name enter karne ke baad connect likhe jese ki Vodafone Connect Aapko thik yese hi likhna he

fir aapko nise APN ka options dikhay dega APN me www enter kare

fir aapko Server ka options milega Server me www.google.com enter kare or done pe click kare

Aapko yese hi karna he jese ye image me he
Internet Speed Kaise Badhaye


Ab aapka settings ho gaya ab aapke internet ki speed increase ho jaayegi

Ager aapke internet speed fir bhi increas nhi hoti to aapko apna mobile restart kare ya fir Airplane mode ko enable kare

or baad me airplane mode ko disable kare yese karne se aapki internet speed increase ho jayegi

Internet Speed Kaise Badhaye 2021


ek baat ka dhiyan rahe ki Data Limit on rakhe ye bhi important factor he

Apne auto update app ko bandh rakhe kiyu ki is se bhi internet speed slow ho jaati he play store me hamese app auto update hote rehte he

maine aapko jo step bataye he aapko vahi follow karna he taki aapke internet speed increase ho jaaye

Dosto kahi baar yesa bhi hota he hamare internet ka network hi salaa jata he jiske karan hamara internet saltaa hi nhi

Ager aapke saath yesaa ho raha he to sinta mat karo kiyu ke automatic sahi ho jayega

Aumid karta hu aapko Internet Speed Kaise Badhaye ye article asha laga hoga ager asha laga he to apne dosto ke saath share jarur kare

Ager aapko yesi hi interesting article sahiye to aap ye website me jarur visit kare

apke man me koi saval he to aap hame comment kar sakte he thanks jay hind

No comments:

Powered by Blogger.